**Twisted nahi hain mujhy batao Bahuon ki qurbanion per kabhi koi video banai gai hamrey muashrey main???
Maa ka yeh muqam woh muqam ker key aksar ghranon main bahun ki hasiat sirf aik bezaban nikrani ki si ker di gai hai. Aur os ki khidmat as a bahu nahi hain bas MAaa aur woh bhi gharany aisey hain jin ka ISLAM bas maa bap ke agey uff na kerny tak hai acha Islam hai ju maa bap ko bahuon per sab zulam kerny ki ijazat deta hai aur byta bhi os zulm main hisadar baney UFFF nakery? **
**Baita apni maan ko sahar de ker serhion se nahi utar sakta. bahu ka farz hai abbey apni maa ki khidmat kery tumhin kiya hota hai Koi aisi majalis Mulla kabhi bivion aur bytion ki khdmaat sarhney ko bhi laga liya kerin buhat qurbanin deti hain woh bhi bas SAS ban ke maa qabileizat hai yahan aur jwan logon ki koi zindagi nahi illa yeh ke woh baher koi entertainment dhoond le ghar walon ko bhugatney ko bivi. **