Re: !!~Mota Husband~!!
yaar nahi naa mein uss bechare ko sui kaise maaroon ![]()
yupe aap ko kyun nahi pata
yaar use kisi ne bataya hi nahi to iss mein uski kya ghalti hai ![]()
oye ab itne bhi old nahi hain wo
he is only 30 yrs old
nahi mein apne husband ko kabhi nahi kerne doon gi ![]()
haan yaar i know aap ko lag raha ho ga k shayed main boht choti hoon etc. etc. but shaadi k baad bhi to parha jaa sakta hai na aur mein bhi parh rahi hoon ![]()
good ![]()