Re: Most expensive paan
har area main aik paan ka khoka nukar par hi hota hia.. wahin par londay type, uncle type… pan khaty hian.. dukan par aik tolia bhi latka hota hai.. jis say woh pan ka khata jo paan ko monh main rkhany kay doran hath par lag jata hai… ussi say saf karty hian…