Re: Most attractive
Anwar Qureshi aik zamanay mai ratedesi par top 10 ki list mai shumaar hota tha, phir unhe pata challa kay AQ nay gardan kay upar kissi aur ka face fit kia hoa tha, to unhe nay jitnay bi Anwar naam say profiles theen ratedesi par sab ko ban kar dia.