Re: Monkey befriends pigeon
agar tariq ko hee banaa lo tau zobia aap kee behn bun jaayeN gee automaateeek :)
theek hai naa? :P
Tariq bahi kay chachuu orr zobia kay behan banay mein kohii muzza.eeqa nahii :) lakin banday kay Pass kuch tu choice hoo .
Jo haqeeqee ristay hotay hain woh tu Allah-made hotay hain . Banda ka kia aaamal dakhaal . Majboor hota hai . Lakin agar is duniya mein bana.aain jaaain tu kia khoob say khoob taar ki talash na ki jaahay ? :)
Tariq bahi , waitin list mein hain !