^^ Pengin k bhi murghi ki tarha chotey chotey parr hotey hain, woh bhi moti hoti hai aur urr nahi sakti ![]()
one out, 3-4 to go ![]()
I’ll tell you guys a story
aik dafa ka zikar hai
5 choohey karney chaley shikaar
aik choohey ko khaa gayi billi, baqi rah gaye chaar
chaar choohey jo baqi rah gaye, lagey bajaaney been
aik choohey ko khaa gayi billi, baqi rah gaye teen
teen choohey jo baqi rah gaye, kahney lagey woh BHAAGO
aik choohey ko khaa gayi billi, baqi rah gaye do
do choohey jo baqi rah gaye, dono hi they naik
aik choohey ko khaa gayi billi, baqi rah gaya aik
aik chooha jo baqi rah gaya, usney kar lee shaadi
biwi usko mili laraaka, chord kar usko woh bhaagi
![]()