Re: MOHABBATOON KA PATA CHALAY GA.......
Abhi mohabbat nahi hoi na. kuch isiliay muskara rahay ho Kisi ke bahoon main ghar hoa to , mohabbaton ka pata chalay ga
Wo jiske khatir bana rahay ho,zamanay bhar ko tum apna dushman Woh he na apna agar hoa to , mohabbaton ka pata chalay ga
wah g kya baat hai nice sharing:)
thanks :)