MOHABBAT TUM SE HAI...

Re: MOHABBAT TUM SE HAI…

yeah! farhan iz 100% suitable 4 Muzahir character:lajawab: , Jibran or moammar rana 4 pasha role… aur asma , hiba no.1… Jawaria Abbasi to zaroor hoti hai .. mujhe lagta hai mahnoor ka role jaweria ko na de den:CareBear: … aur haan riba ka role omaima( maha) acha kare gi.. :biggthumb