Mohabbat kya hai ?

Re: Mohabbat kya hai ?

:hinna: sahi kaha ana parast aadmi (egoist) kabhi muhabbat nahi kar sakta. Muhabbat main apni zaat ki nafi hojati hai.. Main Main khatam aur sirf tu tu reh jata hai.

Waqai Koozay ko darya main bund kia hai LP ne.