Re: Mohabbat kya hai ?
Woh mohabbat nahi thee…cuz kisi ko hasil krna isnt mohabbat.Kisi ko hasil krne k liye jo bhage usey apni zaat se mohabbat hoti hai aur woh apne liye kisi ko hasil krna chahta hai…
Waise kgirad aur ashar ki bhi mohabbat mere maiyar se real mohabbat nahi thee.
Agar real hoti tou ashar ne khirad se baat kee hoti…
Aur khirad ka jumla’ ki qayamat k din bhi nahi maaf karaygi’ this cant be mogabbat… hum tou apne dushmanon ko bhi maaf kr deyte hain…
Apne mehbob ko kaise nai krne ka khyal bhi aa sakta hai ?