Re: Mohabbat kiyun Zaroori hai?
aap mujhe yeh batao ke muhabbat ke baghair kahaan guzara hai, Khuda ki muhabbat, nabi ki muhabbat, waaldain ki muhabbat, shareek-e-hayaat ki muhabbat, aulaud ki muhabbat, grandchildren ki muhabbat saari zindagi to muhabbat se bhari hai. ![]()