Moderators : 5

Re: Moderators : 5

:wsalam: :waves:

ghar par sub kaisaY haiN???

choTi kaa kiyaa haal hai..

maiN yahaaN khairiat saY hooN aur aap kee sehat kaY liye Baari Ta’alaa saY huma tun daamaY dara’maY sukhanaY duaa go hooN..

deegar ehwaal kaY taur par arz yeh hai kaY Baabu beeRi bannanaY waaloN kee taraf saY tammaam ehl-e-watan ko Jashan-e-Aazaadi mubarak :jhanda: