Re: MOD making process
chalo aaj to yeh ghalati kar di maaf kiya, but next time be careful, hope u get it:)
Sameen ji ... ap ki is adaa paY jee tu chahtah hai k Nizaam saaqa ki tarha app ko bee ek din ki badshah'aat yeani ek din ki modship day de jaay
lakin ek masala hai .... ehsan bhai ko darya mein dooba'na paray gaa takay tum un ko bacha kay eenaam pa sakoo:D