Re: *~~ MisSinG ~~
Seedhi tarah kah daytay k tatt’tto mairay bhai ko kahtay hain … U r looking very cute in da pixs hehe
Re: *~~ MisSinG ~~
Seedhi tarah kah daytay k tatt’tto mairay bhai ko kahtay hain … U r looking very cute in da pixs hehe
Re: **~~ MisSinG ~~*
hahaha @ tatt'too
Re: **~~ MisSinG ~~*
lolz redroses
Re: **~~ MisSinG ~~*
Kiya kabhi tatt'tto lafaz naheen suna eek
Re: *~~ MisSinG ~~
PK… tujhay yaad na meri aai.. kisi say ab kya kehna ![]()
Re: **~~ MisSinG ~~*
PK suna hai lafz issi liyee to hassi aii :p
Re: *~~ MisSinG ~~
^shukar hay tum sun bhi sakti ho ![]()
Tujhay bhool jana jana mumkin naheen tou yaad na aa’ey aisa koi din naheen ![]()
Re: *~~ MisSinG ~~
^
toba toba kia hoga aaj ke lerkon ka
ji han aur mai dekh bhi sakti hoon
Re: *~~ MisSinG ~~
Main aaj ka naheen **1978 **ka larka hoon…haan …
Agar daikh sakti ho tou achchi baat hay …shaadi daikh kar karna ..samjheen ![]()
Re: *~~ MisSinG ~~
shadi mai kia dekhoon lerka ya lerke ka bhai
Re: *~~ MisSinG ~~
U r very shaitaaaaaaaaaaaaan naughty
Jis ko bhi daikhna …achchi tarah daikhna varna baad main MAAL ki koi guaranttee naheen ![]()
Re: **~~ MisSinG ~~*
hahahaha aap kuch nahi so sakta apni to baat teh hai :p
Re: **~~ MisSinG ~~*
Jis ko bhi daikhna ...achchi tarah daikhna varna baad main MAAL ki koi guaranttee naheen ;-)
Arey baap re
Khan tum tho bade jadhoooooo nikle
udar ek thread me pagli ko propose kiya
aur idar Red roses se shadi ki baat chala rahe ho:)
Re: **~~ MisSinG ~~*
^Aray Mausi ji .... In baywaqoof larraakiyoon ko samjha samjha kar thak gaya kah koi dhang ka kaam karlo ... magar majal hay jo yeh kissi ki sunti hoon smack
tay shuda baatain aajkal tah'khanoo'n ki nazar ho jaatee'n hain ;-)
Re: *~~ MisSinG ~~
**“baat teh hai” **haieeyyy aik aur larki haat say nikal gai ![]()
Re: **~~ MisSinG ~~*
^Tou kis kis ka maa'tam karayga smack
Re: *~~ MisSinG ~~
^ har haseen larki ka ![]()
Re: *~~ MisSinG ~~
Yahan par koi hasseen larki naheen hay …sab…moti…kali…terri…lambi aur NAATTI hain sab larkiyoo’n ko ghabraa kar daykhing
Re: **~~ MisSinG ~~*
PK tau gaya kaam say :D IQ running out
Re: **~~ MisSinG ~~*
^Main Larrkiyoon say naheen darta ..laykin woh apnay bhaiyoo'n ko bula laytee hain bummer