Re: ~Missing Someone~
hahahahahaha ![]()
han isi liye to aj pagal khanay mein hun
Asif ko bhi yehi suggestion dun gi eat lolly pops,woh b tutti frutti wali,bht mazay ki hoti hai ![]()
Re: ~Missing Someone~
hahahahahaha ![]()
han isi liye to aj pagal khanay mein hun
Asif ko bhi yehi suggestion dun gi eat lolly pops,woh b tutti frutti wali,bht mazay ki hoti hai ![]()
Re: ~Missing Someone~
hahaha…Asif baRaa ho kar kahegaa:
**
“Khoobsoorat, yeh tu ne mujh se kis janam kaa badlaa liyaa hai…mere saare daaNt jawaanii meN hii berii kii taraH jhaR gaye!” **![]()
Re: ~Missing Someone~
hahahah jee nhi aisa kuch nhi hota ,main ne b to khaaye thay na ,meray daant to nhi jharay
blkay isay khanay se bnda
or fresh feel krta hai,![]()
Asif ne meri suggestion man li to duaein de ga mujhy sari umer ![]()
Re: ~Missing Someone~
daaNt aapke dentures to nahiiN?
Asif ko bhii iskii zaroorat paRegii…Dentist kaa naam aur pataa unheN bataa deN…du’aayeN deNge! ![]()
Re: ~Missing Someone~
hahahaha nhi g meray real walay daant hain ,woh b pooray 32 ![]()
ap uski fikar na kren ,kuch nhi hoga meri guarantee hai ![]()
Re: ~Missing Someone~
hehehe…32? hayeN? tokia aapkii 'aql daaRh nikal chuki? kuchh logoN kii 'aql daaRh to nikaltii hii nahiiN, jaise merii, aur kuchh logoN kii 30 saal meN nikaltii hai, jaise aapkii!
![]()
Re: ~Missing Someone~
no one.. ![]()
Re: ~~~Missing Someone~~~
^ yeh kaise ho saktaa hai? :D
missing my nazar-e-tez_tez! :)
Re: ~Missing Someone~
hahahaha pooray 32 he hain ginay hain main ne ![]()
waise meri aqal darh nhi nikli ,pata nhi kyun ![]()
Re: ~Missing Someone~
hahahaha…aaaaaaaawwwwww sachchii? lagtaa hai 'aql daaRh aapko bhool gaii! ![]()
Re: ~Missing Someone~
nhi bhul kaisay skti hai ,meri sb frnz ki nikli to meri kyun nhi ![]()
abhi tak aqal nhi aye kya ![]()
Re: ~Missing Someone~
aayii to zaroor hogii…ho saktaa hai darvaaza khaTkhaTaayaa ho magar chuN k aap so rahii thiiN is liye ulTe paauuN lauT gaii hogii! ![]()
Re: ~Missing Someone~
hahahaha nhi aye,ab itni bekhabar ho k b nhi soti main :Dho skta hai 30 saal ki ho jaon tab a jaye ![]()
Re: ~Missing Someone~
oh achchhaa…to, abhii 30 meN kitne din baaqii haiN?
![]()
Re: ~Missing Someone~
hahaha abhi to bht tym hai,khair se 7 years baqi hain(secret) ![]()
Re: ~Missing Someone~
maashaa Allah…din raat alag alag [jaise jail meN hotaa hai] shumaar kareNgii to Khair se saaRhe teen saal meN pooraa ho jaayegaa!
hehe
Re: ~Missing Someone~
hahaha choren mujhy koi jaldi nhi,aqal nhi ati to na aaye,
main aisay he khush hun ![]()
Re: ~Missing Someone~
hehehe…vaise, masha Allah apnii umr se ziyaada 'aql_Mand haiN aur maiN apnii umr se kuchh ziyaada hii 'aql_Band huN! ![]()
Re: ~Missing Someone~
hahahaha main or aqal mand???
shayd apna ulta likh diya ![]()
Re: ~Missing Someone~
u mean maiN yeh gaanaa ulTaa gaa gayaa?
khai ke paan Banaaras waalaa
khul jaaye band-'akal kaa taalaa
phir to aiisaa kare dhamaal
ulTii kar de sab kii chaal
maiN chhoraa Gangaa kinaare waalaa!!! ![]()
i’m from close to Banaras [Varanasi] so be careful with me! hehe ![]()