Re: ~Missing Someone~
neend ki wadi main ja rha hy ![]()
Re: ~Missing Someone~
neend ki wadi main ja rha hy ![]()
Re: ~Missing Someone~
aww us ki khala ki taraf se usay aik cute si
de do ![]()
Re: ~Missing Someone~
ye us ny di ![]()
kah rha hy k khala aj kal kahan gayeb rehti hy ![]()
Re: ~Missing Someone~
hon aik insan ![]()
Re: ~Missing Someone~
wo:eek: y bh mera hi kam hi
Re: ~Missing Someone~
usay batao khala aik boht important kaam main busy hain…lekin usay nai bholti ![]()
Re: ~Missing Someone~
phir wo kis kaam ka hai…kaam ka na kaaj ka dushman anaaj ka ![]()
Re: ~Missing Someone~
hez askin konsa zroori kam? ![]()
Re: ~Missing Someone~
insanoo k sir per seengh nhi hote … ![]()
Re: ~Missing Someone~
yeh kiya bhanjay aur khala ki batain chal rahi hain
bhanjy ko sonay do aur tang mat karo ![]()
Re: ~Missing Someone~
usay batao usay abi samajh nai aaye gi thora bara ho jaye to sab samjha don gi ![]()
Re: ~Missing Someone~
haan jabhi tumhary sar pe hain ![]()
Re: ~Missing Someone~
wo so hi rha hy
main us k dil ki aat sun k us ki khala sy pooch rhi hun ![]()
Re: ~Missing Someone~
mera bhanja mujy miss kar raha tha ![]()
abi ai hon to us se baat bhi na karon? ![]()
Re: ~Missing Someone~
woh mera bhi bhanja hai, buhat sara piyar MA ko do.
Re: ~Missing Someone~
wo kahta hy k main bra hi hun ![]()
Re: ~Missing Someone~
jee zaror ![]()
Re: ~Missing Someone~
nai abi to wo boht chota sa hai…cute sa…suno usay sikhana ke kabhi kisi ka dil na toray…![]()
Re: ~Missing Someone~
![]()
agr us ny dil tora main us ki tangain tor dun gi ![]()
Re: ~Missing Someone~
nai khair ab itni zalim bhi mat bano..bas us ko pyar se samjhati rehna ![]()