~~~Missing Someone~~~

Re: ~Missing Someone~

ahan.. ukta kyun gaye hein baba ji ??? success consistent work se hi hasil hoti hai..

agar positive result nahi aaraha to thora time dein ya zarur change ker lein…

wese I will advice agar problem na ho to akele ye kaam lahore me ker lein.. 2-3 aisi jaghein hein jahan aap khapp jayeinge kaam kerte kerte even with 4-5 employees :slight_smile:

baki agar me aapki help ker sakta hoon to btayeey hazir hoon :slight_smile:

hehehehehehe :hehe: wo log ab fnf ke gharon me jaa ker to pochne se rahe ke kya help chahiyeey :stuck_out_tongue: