~~~Missing Someone~~~

Re: ~Missing Someone~

In sha Allah

uktaa gaya hoon drugs(medicine wale 2sre haven’t tried yet:p) baich baich k

karna kiya hai
dobara kisi kaam mein taang araain ge
is se pehle cell & computer sale shop open ki thi
5 months baad close

ab dekhte hain kuch na kuch

to kiya Aap k fnf Punjab mein nahi aate:hmmm:
ya contract liya hai miyan saab se:p