Re: ~Missing Someone~
![]()
Mujhe khud nehe samj ati k mujhe DAAL jaise simple cheez kyu nehe banani ati
Baki mai sabbbbbb kuch bana leti hu. Desi, american, chinese, spanish, italian, SAB KUCH.
Bass aik ye daal meray se nehe sai pak ti :(’
Yan to lag jati hai. ya phir jachi reh jati hai ![]()