~~~Missing Someone~~~

Re: ~Missing Someone~

Je nehe! :barbie:
Unka to Pak janay ka achanak plan bana tha
Aur suit mangwanay ka plan to abhi 10 mins pehlay maine saucha hai :cb:

Baba ko bhi pata hai mai unse zyada dair naraz nehe reh sakti
Ladli hu na :@: