~~~Missing Someone~~~

Re: ~Missing Someone~

aap ne b sawaaal pochna start kar diye :crying:

kaya aap ko nai pata k Q/A kaya hay?
kaya aap ko b Q/A acha nai lagte?
kaya aap b lougo se question pochti hain?
aap kitne question pochti hain ik waqt main?
aap poche ge questions ka araam se soch samaj k jawab daiti hain ya bagir soche samje?
kaya ab aap ko pata chal gaya k q/a kis bala ka naam hay?
kaya aap abi b mujh se pochna chahti hain k q/a kaya hay?