Re: ~Missing Someone~
bcoz u ko awaal ache nai lagte
itne din jo ho ge hain koi sawaal nai pocha main ne app ne
q k is q/a likhne mai time kam lagta hay
kyo k u ab zaida nai ati GS pe
![]()
you ne mujhe se sawaal pochna kyo start kar diye?
kaya u b q/a ko miss kar rahi thi?
ab u kitni dair tak GS pe raho gi?
kaya mere sare sawaal ka jawab sirf yes/no main do gi?
kaya aap ko yes/no k elawa jawab nai ate?
kaya main aap se sawaal poch sakta hon?
kai aap mere sawaloon se tang a k bhaag tu nai jaoogi?
kaya abi mere sawaloon ka jawab do gi ya baad main?
agr baad main diya tu kab tak?
agr abi diya tu abhi e kyo?