Re: ~Missing Someone~
hmmmm… aik 2 dafa to mene bhi dekha tha aik drama just ye dekhne ke liye ke wo dono hein kaun kafi mash’hoor huye thay… wo larki jo aloo chat me heroin aai and larka bhi kisi movie me hero aa chuka hai I guess
hanji bas yehi dramebazi hoti hai inme aur to koi dhang ki cheez hoti nahi
khawateen bechari wohi dekh dekh ker pareshan hoti rehti hein bilawaja ![]()