~~~ Missing someone ~~~

Re: ~~~ Missing someone ~~~

^ u k ghadhay nay u ko kuch kha ???
pait bhar k khana khaya ??

nhiiiii…usne kuch na kaha…woh tho aaj going to Islamabad…waise dnt call him ghadha :pcg:

kaana khaya par pait bar ke nahiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii.:hinna:

Re: ~~~ Missing someone ~~~

he is going to ISB is wajha say need nhi a rhi …tooo bbbbaaadddddddddd…

aisa kroo .. tum b ISB chali jayoo us k peehcay peehcay

Re: ~~~ Missing someone ~~~

:crying:

Re: ~~~ Missing someone ~~~

^ tum rona band kroo … warna yha sailab aa gayee ga … or mai apni swimming nikker ghar bhool aya hooooooo … mummyyy !!

ji nahi :smack: neend is waja se nahi ghayab hui :smack:

me no going uske peechey peechey…he should come mere peechey peechey :snooty: bohut bhagli hai maine unke peechey…ab unke baari hai :cb:

:omg:

Re: ~~~ Missing someone ~~~

hum larkay larkiyoo k peechay nhi baghtay … larkiya hi hmre peechay baghti hain … samjhi .

Re: ~~~ Missing someone ~~~

aur wesay b larkon kay peechay jana … hum larkion ki shan kay khilaf haa :snooty:

Re: ~~~ Missing someone ~~~

g nhi … asal baat yeah hai k larkyia bht taiz bagti hain …hum kya keryain ??

chal ja ja…you know ke i know ke tum kithna bhaagthe ho kisi ke peechey…keep ur jhooti shaan in ur phate hue pockets :barbie:

aur tum sab bhagthe hai…ek na ek din zaroor..at least behind ONE girl you will run :zobo:

Re: ~~~ Missing someone ~~~

^ jee nhi mai to usual running kr rha hoo ga .. agr koi larki agay aa gayee to us ki khush kismatiii … wink

:cb: haan…yeh tho sach hai ke uski khush kismatii hai…par yeh jhoot hai ke tum uske peechey nahi bhagthe :cb:

Re: ~~~ Missing someone ~~~

how do u know k mai us k peechay baghta hoo … kya tum us waqt mere peechay bagh rhi hoti hoo … ???

chal ja…main kyu u ke peechey bhaagoon ? :aq: its called a woman’s intuition…samjhe :5:

Re: ~~~ Missing someone ~~~

hain .. woh kya hoti hai ?? sir khujaying

me ko chupp karnay wala koi nahi :crying: sarmad ki mummmyyy

Re: ~~~ Missing someone ~~~

@ Samii…Yeah…had a feeling u wud not know wot it is…dictionary mein paro

Re: ~~~ Missing someone ~~~

:hinna:

:flowers:

Re: ~~~ Missing someone ~~~

:salam:
phir wohi sneezing powderwala :cryb: