**
marne ke ba’d yeh she’r paRhnaa sab:
do gaz zameen bhii na mili koo e yaar meN**
**
marne ke ba’d yeh she’r paRhnaa sab:
do gaz zameen bhii na mili koo e yaar meN**
Re: ~~~ Missing someone ~~~
kyun zaban baich khai?
achi baat hai:)
yeh to buhat acha gana hai
bhoola hoon main subha sey magar
tum ko issey kia
ati nahin hai neen mujhey magar
tum ko issey kia
wah wa wha wa wah waaaaaaaaaa
aap naraz kyoon ho rahain hain
aapko kisini nai bolnay say kabhi rokha hai kia
bol kay lab azad hain taray
Re: ~~~ Missing someone ~~~
**zabaan e yaar e man turkii wa man turki na mee daanam
zabaaN daraaz hai…koi aa ke ise banjd kar de :)**
power house nahiiN huN…samjhiiN? power to bas zardari ke paas hai…on paper! ![]()
tumhaare bas kaa hotaa to kah na detaa…tum bachchii ho
baRii ho jaanaa tab poochhnaa ![]()
Re: ~~~ Missing someone ~~~
kkf bhai zardari ka bank nhi loota phr ap ne
soch rai huun tmko baich k kitnay samosay aa jaen gay… cause abhi ak nashta nahi kiya
**
zardari ne saaraa paisa apna switzerland bhej diya aur mujhe kambaKLht koii visaa nahiiN detaa vahaN jaa kar looTne ke liye…application emN poochhaa thaa k:
reason for visa request: to rob the bank
isii vajah se reject ho gayaa :(**