~~~ Missing someone ~~~

:nahi: Pahlay he aik Nikah Yafta Larki mairay peechay par gai thi, uss ka honay wala shohar aur pura khandaan mujhay marnay kay liye phir raha hay :2guns: Aur main Pakistan say Faraar ho kar apni shahi sawari par baith kar :gadha: yahaaan aa gia hoon … aab Allah ka wasta idhar say nah nikalwa daina :nono: