mera abhi aik arbi friend bana ha - Basically Pakistani ha wo be - Multan sa
Arbi First class bolta ha - magar jab be muj sa bat karni ho to urdu ![]()
kion ka wo arbi bolay to mujhey explain be karna parta ha ka kaya bolaa
Abb meray bap dada na ais bat ka bara ma soacha he nahi
wo sab pak ma jo thay
you must be born here - how often you go to pk ??
jati be ho ka SAUDIAN ho gaye ho tum be ![]()
Kisi Intelligent na kaya khooob kaha ha - ka koi language seekhni ho to aous zaban ki kisi larki sa dosti karoo
abb khuch pannay ka lia Mahnat to karni ho gee naa
tum he koi tareeqa bata do phir !!
:rotato:
abb larki sa kisi to tareeqa sa bat start karni ha na
to acha nahi aous ki tareef kar do ( Chahyee Jhoothi he kion na ho :P)