missing some1

Re: missing some1

mairaa bachhaaaaa :hugz:
apnay honay walay sussar ko set karoo
unn say bolo agar main nakara hooN tu kya hua, maira doodh dahi ka business nahi chal raha tu kya hua - aap jo kuch apni baiti ko daiN gay uss say main aik nai zindagi shroo karooN gaa - issi chakkar main baithaa hooN - kabhi na kabhi zaroor baRaa admi banooN ga agar aap mujhay support kartay rahay tuu

aisay dill chota nahi kartay :kiss:

2 Likes