Re: Missing in Pakistan
God bless him means, "Allah osy mazeed zulm kerny sy bachay,or os sakhs ko apny gunahon ka kafara adda kerny ki tofeeq atta farmay. In this way yeh pakistan per bhi blessing ho gi aj taak aisa koi dykha tu nahi(hukamran) Ju kahy main apni ghaltion or khataaon ki muaafi chahta hon Saddam marta mar giya magar…![]()
PS: Sadam’s situation could show us if there is no thought or time for kafara tu yeh anjam bhi ho sakta hai:jhanda: