zara wazahat kijiey - jis tarha aap nay farmaya, paRh kar dil hil kar reh gaya hai.
Yeh lo… DM ki bhi amaN nikliN - lekin track kuch off hai. Roza hota to qasam say paRkh keh hi Toot jaata jhaTkey meN.
Jaao apna kaam karo… baRon kay beech nahiN boltey…
Hmm… like I said track kuch off lag raha hai.
matlab… tum… tum wahaN baiTh kar camray chalaogay? Sahi hai sahi hai. maza karo aur popcorn khaao. Butter mat bhoolna, kia?