Oo hello! Jo khitaab unhoN nay oRha hai us par tabsara karna hai. Surat bohat achhi hai jis tarha hum nay moaaina kia hai door say baiTh kar. Kuch logoN to qareeb say daikh chukey haiN.
sab kehtey hain keh achhi hai. Malum hojaaey ga jab hum Canada ki zameen par paaoN rakheN gay.
Sukoon hogaya! DuaeN puri hoti haiN… lekin sahi waali kabhi nahiN!
*jannu nay in
par maTTi ka tail dal kar maachis laga di! *