Re: Mishing you ma Luv…
aunty aap ki batain mairay say bardasht nahi hoti, ab aap kut ki dhamki b laga rahi hein ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
aunty aap ki batain mairay say bardasht nahi hoti, ab aap kut ki dhamki b laga rahi hein ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
AUNTY… ab kher nahin hay!!
Re: Mishing you ma Luv..........
kon miss nahi kar raha :ASA:
Re: Mishing you ma Luv…
main nain to aaj bhi bohat kiya unhe miss ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
oye nikki si bachi ko aunty kahty sharam nhi ati
doob k maro aik glass pani main ![]()
@queen daikho daikho kaisa atyachar ho raha hy mujh per ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
to phir jo bhi u ko miss nahi kar raha hai, uski pitai hoi chahaiye.
Re: Mishing you ma Luv…
na ma baby… dont you cry… you are a good baby na… ![]()
kon karega? kon karega? ![]()
Re: Mishing you ma Luv..........
i ko pitai karnay main maza aata hai. :@:
Re: Mishing you ma Luv…
ok you kerna… pehle KayZ ki pitaai kerke dikhao ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
kayz ko maro pehly ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
mashllah jitna tumhra wazan hai us ne utha k he marna tha ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
lol… both said the same
![]()
Re: Mishing you ma Luv…
khair to kab say mana raha hu, aunty to is liay kaha k shaid PK yeah sun kar mujh par reham kha lay.
puranay dosto ka yeah hashar nahi kartay, tum aisi to na thee ![]()
mairi kio ? chup kar jao warna tumhay b aunty kah du ga ![]()
STA, aap to mairay bhai hein, in age concious zananio ki bato mein nahi aana aap nay.
tum aor nikki si bachi ? nikkay say bachay to ab tum say pinnah mangtay hein ![]()
sahi kahti lag rahi ho aap ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
eik shareef mard ko tang kar k kitna khus ho rahi ho aap dono ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
^ shareef… lol… ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
mairay neibhours mein har aunty mairi sharafat ki gawahi daiti hay, haan bus un mein say ksi ki b baiti say mairi sharafat k baray mein matt poochna ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
![]()
Re: Mishing you ma Luv…
tumhay kaisay pata k mein un sab ko coffee par bulata hu ? ![]()
Re: Mishing you ma Luv…
![]()
Re: Mishing you ma Luv…
haan agar coffee k baad movie ka plan ban jai to popcorns b hotay hein. kahi tum b un mein say koi eik to nahi ? ![]()