Re: MIR TAQI MIR’S shaa’irii according to GHALIB
jii. is meN kia shak hai! ![]()
hahaha…isii liye to unko **‘chachaa’ **Ghalib kahte haiN! ![]()
haN, saHeeH kahaa…Khaalii bartan hii khanakte haiN! ![]()
lekin, start Zauq ne kiyaa thaa! lol…Zauq had an ego problem but a great shaa’ir as well. ![]()
u ko baRaa pataa hai raqeeb aur rafeeq kaa
![]()