merii umr se na simaT sake

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**

*

ka_ii sitaaro.n ko mai.n jaanataa huu.N bachapan se
kahii.n bhii jaauu.N mere saath saath chalate hai.n

**
[/quote]

kyu dekhtay rahtay hain sitarooN ke taraf hum
jub in se mulaqat ka irada bhi nahi hai


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

mulaqat ka irada*---wada bhi nahi


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**

*

ab to aajaa ke ab raat bhii so ga_ii
zindagii Gam ke seharaa_o.n me.n kho ga_ii
Dhuu.NDhatii hai nazar, tuu kahaa.N hai.n magar
dekhate dekhate aayaa aa.Nkho.n me.n nam
shaam-e-Gam kii qasam...

**
[/quote]

Aankho mei teri jhilmil,saanso mei teri khushbu
Yaadoon ke sabhi mausam,dil dhond ke laaya hai


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

Very nice you seems to be KHUSH ZAUQ

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:

** jab bahut haNs chuko to chehare ko
aaNsuoN se bhi dho liyaa karanaa
phuul shaaKhoN ke hooN ki aaNkhoN ke
raaste raaste chunaa karanaa

**
[/quote]

shaakh se jab koi sookha pata giR jata hai chupkaY se
dil maiN phool khilanaY walaY moasam yaad ateY haiN


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by chand_chehra:

** Aankho mei teri jhilmil saanso mei teri khushbu
Yaadoon ke sabhi mausam,dil dhond ke laaya hai

**
[/quote]

isaY kahna k palkooN peR na tankaY khawab ki jhaalaR
samandaR k kinaraY ghaR bana k kuch nahi milta
koi aik adh sapNa ho tu phiR be acha lagta hai
hazarooN khawab ankhooN maiN saja k kuch nahi milta


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** woH kahi bhi chor jata kya gila is se ke woh
ik musafir tha shareekay justaju mera na thaA*
**
[/quote]

mujhe apanii bekasii kaa nahii.n Gam Khayaal ye hai
kahii.n baat ba.Date ba.Date tere naam tak na pahu.Nche

[quote]
Originally posted by chand_chehra:
**
kyu dekhtay rahtay hain sitarooN ke taraf hum
jub in se mulaqat ka wada bhi nahi hai
**
[/quote]

uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baais-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n

[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** Aankho mei teri jhilmil,saanso mei teri khushbu
Yaadoon ke sabhi mausam,dil dhond ke laaya hai
**
[/quote]

dil kii haqiiqat arsh kii azamat sub kuchh hai maaluum hame.n
sair rahii hai aksar apanii in paakiizaa makaano.n me.n

aacha ji

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

shukreya

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

shaakh se jab koi sookha pata giR jata hai chupkaY se
dil maiN phool khilanaY walaY moasam yaad ateY haiN
**
[/quote]

Gam to ye hai ki vo ahad-e-vafaa TuuT gayaa
bevafaa ko_ii bhii ho tum na sahii ham hii sahii

Khaamosh ai dil bharii mahafil me.n chillaanaa nahii.n achchhaa
adab pahalaa qariinaa hai mohabbat ke qariino.n me.n

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Subhan Allah last time itni lambi nazam or ab sirf 2 sher chohan sahab consistency paida karo warna tussi agge agge te main piche piche nassa nassa ke mar diyan ga

......... chalta hoon chohan sahab magar agli dafa zara dayan se post bhejye ga.......waisse to main eik baat ko doraata naheen magar is dafa kuch ziyada hi ghusse main hoon

[This message has been edited by Hammad Hasan (edited April 29, 2002).]

[This message has been edited by Hammad Hasan (edited April 29, 2002).]

hamad sahib hamarey hotey saday para naal gussa…zara dehan se warna…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/soldier.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra:

** Aankho mei teri jhilmil saanso mei teri khushbu
Yaadoon ke sabhi mausam,dil dhond ke laaya hai

**
[/quote]

isaY kahna k palkooN peR na tankaY khawab ki jhaalaR
samandaR k kinaraY ghaR bana k kuch nahi milta
koi aik adh sapNa ho tu phiR be acha lagta hai
hazarooN khawab ankhooN maiN saja k kuch nahi milta

**
[/QUOTE]

kuch gahray ghaoO bhi bhar jatay hain lakiN
in rahooN main kuch zakhm samandar bhi hotay haiN


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**

uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baais-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n

**
[/quote]

kabhi hum milay bhi to kya milay wohi doriyan wohi faslay
na kabhi hamray qadam barhay na kabhi tumhari jhijak gaye


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

haye adabay muhbat ke taqazay nadeem
lub hilay aur shiqaiet ne duM tor diya


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

wah jee wah kia ikhtitaam hai..lub hilay aur shikayat ne dam tor diya..wah wah

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower2.gif

Lo jee chohan sahan tawade te bohat hi ziyade tarafdar nai pak.org te main ghalat jagge te ghalat bande naal panga le betha waan mera keya sunya maaf kar dena acha to ab ham chultay hain

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif

[This message has been edited by Hammad Hasan (edited April 30, 2002).]

okkkk…
now plz koi aur thread start kuray… ppl must be bored replying thread with my name

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif