merii umr se na simaT sake

un se nain milaakar dekho ye dhokhaa bhii khaa kar dekho

duurii me.n kyaa bhed chhipaa hai isakii khoj lagaakar dekho

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

[quote]
Originally posted by Capricorn:
** Ghum bhool jaa'eN gay tum aao to sahee
Dhukh muskuraa'eN gay tum aao to sahee

**
[/quote]

tum naGmaa-e-maah ho anjum ho tum soz-e-tamannaa kyaa jaano
tum dard-e-muhabbat kyaa samajho tum dil kaa ta.Dapanaa kyaa jaano

Na samajhne ka ilzaam kioon???
woh ranjisheiN purani jo yaad haiN tumheiN
Dil say bhulaa’eN gay tum aao to sahee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

Uff yeh kiooon kareinge aap???

hi! tujhsay wafa karnay ka anjaam
lafz-e-wafa bhi bewafa sa lagta hai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif

aao ki ko_ii Khvaab bune.n kal ke vaaste
varanaa ye raat aaj ke sangiin daur kii
Das legii jaan-o-dil ko kuchh aise ki jaan-o-dil
taa-umr phir na ko_ii hasii.n Khvaab bun sake.n

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
** aao ki ko_ii Khvaab bune.n kal ke vaaste
varanaa ye raat aaj ke sangiin daur kii
Das legii jaan-o-dil ko kuchh aise ki jaan-o-dil
taa-umr phir na ko_ii hasii.n Khvaab bun sake.n**
[/quote]
kHayal-e-anjaam-e-mohabbat aaya
ab her lamha na-muraad sa lagta hai

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

laakhoN ki sunaa tum ne taqadeer saNvari hai
mujh se yahi kah dete ab ke teri baari hai

**
[/quote]

Main sochti ho ke mujh main kami thi kiss chay ke
ke sub ka hoke raha woh bus ek mera na huwa

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

*sitam havaa ka agar tere tan ko raas nahii.n
kahaaN se laauuN vo jhonka jo mere paas nahiN

**
[/quote]

Hawa ke zoor se mumkin nahi bikhar jaoOn
ye aur baat na dekhO tujhay to marjaoN

[quote]
Originally posted by Capricorn:
**
[QUOTE]
Originally posted by NikamiJano:
**


**
[/quote]

*
Aarzoo thee us ko bhee meiN muskuraata dekhta
Zindgi ki rah meN kuchh door jata dekhta

**
[/QUOTE]

ajnabi hai magar na jane kyu
khud se barh kar sochta hai mujhay

[quote]
Originally posted by Capricorn:
*


Ghum bhool jaa'eN gay tum aao to sahee
Dhukh muskuraa'eN gay tum aao to sahee

**
[/quote]

is ke jazbooN ka to yaqeen hai mujhay
mera mazi hi rokta hai mujhay
main to khaief thi is ke batooN se
ab woh lafzooN se jorta hai mujhay

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:

* gul_shan me.n bahaar aa_ii mere dil kaa chaman viraa.N
har shaaKh hai muskaa_ii mere dil kaa chaman viraa.N

[/quote]

ashkooN se taR hai phool ki haR pankhRi
roya hai koi bahaR k damaN ko thaam k

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:

** dil meiN mahak raheN haiN kisi aarazuu ke phuul
palakon meiN khilane vaale haiN shaayad lahuu ke phuul**
[/quote]

yeh nishist kiya hay raah maiNteray zoq-e-ishq ko kiya huwa
abhi chand kaaNtay chubbay nahi keh sab iraaday badal gaey


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** is ke jazbooN ka to yaqeen hai mujhay
mera mazi hi rokta hai mujhay
main to khaief thi is ke batooN se
ab woh lafzooN se jorta hai mujhay

**
[/quote]

nahi ke arsa-e-gardaab hi ganeemat tha
magar yaqeeN to dilaao yehi kinaarey heiN


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by chand_chehra:

** Main sochti ho ke mujh main kami thi kiss chay ke
ke sub ka hoke raha woh bus ek mera na huwa

**
[/quote]

Ye aag kya chiraag kya yahaaN sab ko jal ke bujhna hey
ye do gharri ki hayaat hey isey roshni ban ke guzaar do


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by chand_chehra:
**

*
Aarzoo thee us ko bhee meiN muskuraata dekhta
Zindgi ki rah meN kuchh door jata dekhta

**
[/quote]

ajnabi hai magar na jane kyu
khud se barh kar sochta hai mujhay

**
[/QUOTE]

apni tanhaai merey naam pe aabaad karey
kon ho ga jo mujhy us ki tarhaN yaad karey


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
** dil kii dil me.n na rah jaaye ye kahaanii kah lo
chaahe do harf likho chaahe zabaanii kah lo

mai.n ne marane kii duaa maa.Ngii vo puurii na hu_ii
bas is ko mere jiine kii kahaanii kah lo

**
[/quote]

aik aur darya ka samna tha Muneer mujh ko
main aik darya ke par utra to maiN ne dekha


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by Capricorn:
**


Aarzoo thee us ko bhee meiN muskuraata dekhta
Zindgi ki rah meN kuchh door jata dekhta

**
[/quote]

aaya hey bohat deyr meiN wo shakhs par us ko
jazbaat ki is bheerr meiN dekhoN meiN kidhar sey


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by chand_chehra:

** ashkooN se taR hai phool ki haR pankhRi
roya hai koi bahaR k damaN ko thaam k

**
[/quote]

aa'ya he tha khayal k ankhaiN chalak paRee'N
ansoO tumhaRi yaad k kitnay kareeb thaY


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** Main sochti ho ke mujh main kami thi kiss chay ke
ke sub ka hoke raha woh bus ek mera na huwa

**
[/quote]

merii zindagii kisii aur kii, mere naam kaa koii aur hai
mera aks hai sar-e-aaiinaa, pase aaiinaa koii aur hai

[quote]
Originally posted by chand_chehra:
** Hawa ke zoor se mumkin nahi bikhar jaoOn
ye aur baat na dekhO tujhay to marjaoN**
[/quote]

bikharaa pa.Daa hai tere hii ghar me.n teraa vajuud
bekaar mahafilo.n me.n tujhe Dhuu.NDhataa huu.N mai.n