Re: MeRi RouH ko Chaen Naheeee Ray
uffffffffff Allah ye kia hoo gaya chotti hakimni Ray
fikr not Ray
main tumhey gooly deta hoon Ray
2 subha uthney sey pehley khanna Ray
2 raat ko soney key baad khanna Ray
Chean aa jaye ga Ray
Agar na aaye to traffic mian phens gia hoga Ray
Phir tum aik thunday pani ky balti bher ker us main beth jana Ray
Aur phir ye gaana gana Ray
Chooney Chooney Nachoo gi Ray (Repeat X 2)
Gooney Gooney Gaoo gi Ray
Baltiwalay AA ay gay un ko Nachaugi Ray.(Baltiwalay zara dil sey kehna)