Meri jawani lotta doo---

Re: Meri jawani lotta doo—

:omg:

Re: Meri jawani lotta doo---

^Un main aap bhi shamil hain :p

Re: Meri jawani lotta doo---

meray bhi wo 10 saal lotaa dijiay plz ...

Re: Meri jawani lotta doo---


aap kaY iss shikwaY par woh gaanaa yaad aayaa

Naala-e-Saba Tanha
Phool kee Hansee Tanhaa
Chaman kee iss duniya maiN
hai kali kali Tanhaa;-)

Re: Meri jawani lotta doo---

chaman kabhi tanha nahi hota, kalian, phool, titliyaan , bhanwray sab hi hotay hain uss main ... lekin yeh sab maali ki mehnat ki wajah say hota hay ...

pholoN ko titlian aur bhanwray mil jaatay hain ... lekin maali aakhir main akaila hi hota hay ... aik dafa chaman ban jai to bohat say maali aajatay hain ... lekin jo banjar zameen ka seena cheer kar uss main phool poday ugaatay hain, wo amar rehtay hain, bhalay koi ussay manay ya na maanay ... :-p

Re: Meri jawani lotta doo---

Guzar Gaya Jo zamana Ussay bhulla hi Dau--

Dada Abba tussi Pakistan say kub aaee-- :(

Re: Meri jawani lotta doo---

Bao bhai,
its been 3 weeks I came back, I waited for u guys, lkein phir I was myself was so so busy k bilkul bhi time nai mila, I am so sorry for that, but soon I will come again inshAllah, and we will have a bigger meet inshAllah :-)

Re: Meri jawani lotta doo---

i thought you said you will contact me- khair i also was busy switching jobs- Inshallah mulaqat ho gee-

Abb sharafat say meri jawani lotta dain-- Jazakallah

Re: Meri jawani lotta doo---

oh ... I am so sorry for that, actually Precious Khan ( Orgainzer ) was suppose to set a meet, khhair baat gai raat gai .,.. inshAllah we will :-)

yeah I am gonna contact to shar-aafat bhai to give u back ur jawani :-p

Re: Meri jawani lotta doo—

pehli dafaa sunaa hai kaY baat jaanaY saY raat gayee.. aaj tukk raat jaanaY saY baat jaati rahi hai:vivo:

Re: Meri jawani lotta doo—

raat to roz hi jaati hay … lekin wo raat sirf aik dafa hi jaati hay

Re: Meri jawani lotta doo—

abaY kon konsi raatoN kee khabar rakhta hai :smack:

Re: Meri jawani lotta doo—

har wo raat, jab wo nahi aatay :frowning:

Re: Meri jawani lotta doo---

woh kohn POLICE walay Dada

Re: Meri jawani lotta doo---


aatay?

woh kehtay hoN geY kaY maiN wahaaN naheeN jATA ATA :D

Re: Meri jawani lotta doo---

main bhi unn ko waheen bulATA jATA hoon, isi bahanay newnew bahanay sunnay ko mil jATAay hain na ... :s

Dukhi bhai,

zakmon par haldi lehson namak mirchi and garam masala laga kar mazeed dukh na day :-(

Re: Meri jawani lotta doo—

Aur aap mujhay itna barha aur Bold maiN likh ker ziyada dukhi ker rahay haiN:teary1:

Re: Meri jawani lotta doo—

acha hay isi bahanay saara dukh nikal jaiga :frowning:

Re: Meri jawani lotta doo—

Dukh to khair aata aur jata rehta haiN
lekin kambacht SUKHAN aanay ka naam nahi laiti :bummer:

Re: Meri jawani lotta doo—

jab dukh ko ander say nikaal dogay to phir sukh kay rehnay ki bhi jagah ban jaigi …

bara nak-charha hota hay yeh sukh, hamesha akaila hi rehna chahta hay, dukh say kuch bhi share nai karta … dil bhi nahi…