Re: meri bay-noor aa'nkhooN maiN sitaray qaid ker daita
**agar wo meherbaa'N hota **
**tu meri aa'nkh maiN na Jhil'milati ye nami hoti ** **na meray dil ki wadi maiN khizaa'N ka qaa' fila rukta **
**ager wo meherbaa'N hota **
**meri bay-noor aa'nkhooN maiN sitaray qaid ker daita ** **meri zakhmi hathay'li pay wo koi phool dhur day'ta **
**meray hathooN Ko apnay haath maiN lay ker wo yeh kehta ** **mohabbat roshni hai ,rang hai ,khushboo sitara Hai **
**qasam mujh ko mohabat ki mujhay tu sab say pay'ari hai ** **mager wo aaisa tab kehta ager wo meherbaa'N hota **
**kash k agar wo meherbaa'N hota* *
Ab MehrbaaN nahi hey tou kyaa kareiN :-d
Beautiful sharing Koyal:-)