(Merged)New Smilies

Re: Itni smilleyan eik din main smack

baat darrnay ki nahi hay

Sharam ki hay :blush:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

James Bhaand,
are you ignoring me :naraz:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

^ Jumairat ko ana - abhi khullay paisay nahi hain

:chai:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

:hmmm:
phir ankhain bannad karr kay daihna seekh loo

MODS mujhay bhee smillie chahiay :sadiyah:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

jug ho bhalaa, sub ho bhalaaa :fakeerwalaasmiley:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

^^ oh loo woh pahlay he faqar honay ko tayar hay… bas isharay ke dair thee
greeb awam mahran main ve rupay ke CNG dalwnay walay
:smack:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

^ HAHAHAHAHAHA :omg:

aur khoota GaaRi ko sirf DANDAY kay zoor par chalanay walay
baycharay khootay koo Chaara bhi nahi khvaatay :smack:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

:rotfl:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

:jhanda: hamay apni ghurbat per fakhar hai

hum lafafay bhi sumbhaal kar rakhnay waali quam hain

Re: Itni smilleyan eik din main smack

lafafay tau tum rakho ge hee saambh kay,office say bachon kay nashtay kay liay bagle aur muffin kaisay lao gi nai too

Re: Itni smilleyan eik din main smack

:smack:

array hum tu giri howi cheez zameen say uthaa laitay hain.

Re: Itni smilleyan eik din main smack

main siraf adh chupee hue gandayriAn uthat hoon :barbie:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

yea tu kuch bhi nai hai
hum tu poori ki poori chupee howi uthaa laitay hain

Re: Itni smilleyan eik din main smack

yeh aap ka part time job hay ?

Kachraa chunnay wali :konfused:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

nai jee
full-time nokri hai hamari. aap ko karni hai :phajja:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

aji rooz ka kaam hay in kaa
:chai:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

uncle karr lain…
smillie ka kharcha hee nikal ayi ga :phati:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

yea baar baar uncle kis ko keh rahay ho.

in ka naam hai. JAMES - JAMES BHAAND :snooty:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

tum ko kyun itnay zoor ka jhatka laga hay? :aq:

Re: Itni smilleyan eik din main smack

bus lagaa hai.
kyon bataaon :snooty: