mere wo kahan hain?

**Kahin pe Nigahein, Kahin pe Nishaana.

Begum-e-Gustaakh (:p) Aap ki maalumaat ke liye hum apni 23rd begum ki talaash mein hain. Issi liye Apni nazron ko 360° pe rakhna parta hai…

Waise bhi aap apni handi roti ki taraf tawajo dijiye.**