ohh please,, zyada innocent bannay ki koshish na karain.. cuz v know ur not! :p
ya... I'm less innocent ...
ab is ka matlab kya hota hai! i know kharbooza is a fruit! phir se aap ne mushkil batain start kardi na!
ye tau aasan si baat thi :(
kyun mm?
ye drama kidher gya btw?
sirf 1 din drama discuss hota hai aur 6 din ye ajeeb ajeeb baatein... buri baat hai na