Mere Paas Paas (The Sequel)

pehlay sure ho jain.. kabhi kya kehti hain aur kabhi kya! :snooty:

jhoot kaha hai jo tauba karoon! lol!

ohh please, zyada innocent bannay ki koshish na karain.. cuz v know ur not! :stuck_out_tongue:

ab is ka matlab kya hota hai! i know kharbooza is a fruit! phir se aap ne mushkil batain start kardi na!