‘AAP’ ![]()
muje apni tareef nahi sunni hai ![]()
mm k haathon se bach k nikalna itna asaan nahi hai
hiba ko lagta hai k har baat un se hi munsalik hai…
usey lagta hai k haar baat main usey hi keh rahi hon.. pagal
@ hiba: tumhain kuch bhi kehna hoga na to tumhara NAME MENTION karon gin… peeth peechay war nahi karte hum
bas bas… gals sharmati hain aisi baaton pe
aap kyun sharma rahe hain ![]()
Allah reham farmaye.. bechari per… muje to abhi se tarz aa raha hai ![]()
waise yaar ho sakta hai k is k ulat ho ![]()