Mere Paas Paas (The Sequel)

is ladki ko main ne haleeb ki Ad main dekha hai.. tabhi yeh ans dia.. :slight_smile:

us main achi lag rahi hai

apna question phir se read karen… the most beautiful na… to zara aik nazar main chaaron pics dekhen… kis pic main beauty hai… jawab khud hi mil jayega

aur jahan tak touch hone ya na hone ki baat hai .. to yeh aik bilkul alag masla ya question hai… plz apne question pe ghor farmayen… aap ne touching nahi .. beauty pochi hai

**

4th pic main aap ko draw kar k dikhaon gin ok… :slight_smile:

chalen aap k hi answers wrong hain… balke logic

**

yeh result acceptable nahi hai