kis se?
meri choice ko challenge na karo dear…
pehli baat to yeh k main tumhain 100 avatars don gin nahi… kyun k main bohat selective hon is mamley main…
agar avi don b to 1 hi don gin…jo sab pe cha jaye ga
aik cheez ho .. aur woh b high standard ki… riite?
nahi ayi…aap ko samjh aa gayi na.. kafi hai ![]()
kuch nahi
kia musibat hai?
tumhain kia hogaya hai? favour nahi karna to saaf saaf bolo na
Allah ka shukar hai.. bilkul perfect…
bara favour ho raha hai… kia baat hai.. hiba ne kia jadoo kar dia ?