yup all that depends on watching the serial laykin itni bogus story daikhay kaun?
Yeh story interesting hai hi nahe, daikhnay ka faida.
Karachi shaid is liay b nahe k wahan shariq waghaira pehlay say hain or wahan jaey ga tou direct un say milnay k chances ziada hain. ![]()
as fairy said: yeh tou daikh ker hi pta chalay ga.
lol, wo laddo mithaiyan tou ussay karachi mein b mil janay thay. shaid ussay job hi wahan offer hui ho ya shaid wo shariq ki wajah say wahan na jana chahta ho.
:hmm: yeh b ho sakta hai.
lol U r right, Iman k baghair yeh serial bay-maza hai.