Re: Mere Paas Paas (The Sequel)
kyun??kia shaadi k baad hi enjoy kia ja sakta hai,shaadi se pehlay enjoy kerna mana hai kia??:aq:…study k saath enjoyment zaroori hoti hai warna perhai sahi nahi hoti…meray saath to yehi hota hai
![]()
i was thinking abt a child,lol
Exactly,jo maza akailay dekhnay main hai woh saath dekhnay main nahi hai…
…waisay meray bigarnay ka koi chance nahi hai,lol
end ka kia suspense hai…sab theek ho jaye ga as usual…![]()