Re: Mere doston…
chalo dukh dard baanTty haiN… ![]()
baat aik he hai… churi kharbozy pe giray ya kharboza churi pe giray katna kharboozy ko he paRta hai… :roze:
means exame maiN phir cafe maiN sokoon hoga.. ![]()
bura waqt??? kioN laRkiaN itni buri hoti haiN??? ![]()