MERE DOST :(

Re: MERE DOST :frowning:

**shukriya shukriya bhai jani :)…pata hai hum to dar he gaye thay jab itnay arsay baad GS pe lotay to kiya dekhte hain cafe main itnay naye chahre aur hum se kisi se ashna tak nahin par ab thora sambhal rahay hain aap logoun ki waja se :)…par abhi tak hum aapne payare dost janwar jee se nahin millay kuch khabar hai un ki aap ko?

Cute Swee2 :cu2:**