mere dil se aa ke lipaT gaii yeh HasiiN nigaah kabhii kabhii

Re: mere dil se aa ke lipaT gaii yeh HasiiN nigaah kabhii kabhii

thankoo thankoo…vaise, kabhii kabhii yeh sab chal saktaa hai…roz roz nahiiN! :smiley: ab bhalaa aap hii bataayeN roz roz koii kaise ooNg ooNgh ke so legaa? :cb: